Bul hawas sun simo zar ki bandagi achi nahi,
Unke dar ki bheek achi sarwari achi nahi.
Aamina ke laal ka chehra helaale eid hai,
Chaudahvi ke chand teri chandni achi nahi.
Mod de har zulm ki badh kar kalai mod de,
Tu gulaame mustafa hai buzdili achi nahi.
Taj ko kasa banakar taajwar kehte hai yu,
Unke dar ki bheek achi sarwari achi nahi.
Jo junune khuld mai kawwo ko de bethe dharam,
Aise andhe sheikh ji ki perwi achi nahi.
Akkall chopayo ko de bethe hakime thaanwi,
Mai na kehta tha k sohbat dev ki achi nahi.
Muftiye azam yake az mardamane mustafa,
Us raza a mustafa se dushmani achi nahi.
Jo piya ko bhaye AKHTAR wo suhana raag hai,
Jisse na khus ho piya wo ragini achi nahi.
Subhaan Allah
ReplyDeletehujjatul islam a hamid raza baba e man. tum ko bin dekhe hamari zindagi achhi nahi
ReplyDeletehujjatul islam a hamid raza baba e man. tum ko bin dekhe hamari zindagi achhi nahi.
ReplyDeleteAap hujjat ul Islam se mureed hai kya...??
DeleteYe sher huzur tajjushsariya n likha h
DeleteSubhan ALLAH
ReplyDeleteSUBHAHAN ALLAHAH
ReplyDeleteBESHQ
HUZUR TAJUSHSHARIYA ZINDABAD
UNKI CHOKHAT CHUM KAR KHUD KEH RAHI HAI SARVARI, UNKI DAR BHIK ACHHI SARWARI ACHHI NAHI
ReplyDeleteunke dar ki bheek achhi sarwari achhi nahi
ReplyDeleteKya baat he
ReplyDeleteSuburban allha
ReplyDeleteMashaallah Sarkar Tajushshariah zindabad
ReplyDeleteSubhanallah
ReplyDeleteSarwari kya chiz h unki kadai ke hozoor unke dar ki bheek acchi sarwari accahi nhi
ReplyDeleteSarwari kiya chiz hai unki gadai ke huzoor
ReplyDeleteUnke ke dar ki bheek achchi Sarwari achchi nahi
Hujjat ul isalm e Hamid Raza baba e man , tumko bin dekhe humari zindagi acchi nahi
ReplyDeletemere tajushaiya apako bin dekhe hamari jinfgi achhi nahi
ReplyDelete