Sarkar e gaus e aazam
nazar e karam khudara
mera khali kasa bhar do
main faqeer hu tumhara
jholi ko meri bhar do
warna kahegi duniya
gaus ul wara ka mangta
firta hai mara mara
ye ataa ye dastagiri
koi mere dil se poochhe
wahin aa gaye madad ko
maine jab jaha pukera
ye tera karam hai ya gaus
jo banaa liye hai apna
kaha mujhsa ye kameena
kaha silsila tumhara
Sarkar e gaus e aazam
nazar e karam khudara
nazar e karam khudara
mera khali kasa bhar do
main faqeer hu tumhara
jholi ko meri bhar do
warna kahegi duniya
gaus ul wara ka mangta
firta hai mara mara
ye ataa ye dastagiri
koi mere dil se poochhe
wahin aa gaye madad ko
maine jab jaha pukera
ye tera karam hai ya gaus
jo banaa liye hai apna
kaha mujhsa ye kameena
kaha silsila tumhara
Sarkar e gaus e aazam
nazar e karam khudara
No comments:
Post a Comment