Mustafa aapke jaisa koi aaya hi nahi
Aata bhi kaise jab ALLAH ne banaya hi nahi
Koi saani nahi rab ka na mere aaqa ka
Ek ka jism nahi ek ka saaya hi nahi
Laut kar aa gaya maake se madina na gaya
Kaise jaata tujhe aaqa ne bulaya hi nahi
Qabr mein jab kaha sarkar ne ye mera hai
Tab farishton ne mujhe hath lagaya hi nahi
मुस्तफा आपके जैसा कोई आया ही नहीं
आता भी कैसे जब अल्लाह ने बनाया ही नहीं
कोई सानी न है रब का न मेरे आक़ा का
एक का जिस्म नहीं एक का साया ही नहीं
लौट कर आ गया मक्के से मदीना न गया
कैसे जाता तुझे आक़ा ने बुलाया ही नहीं
क़ब्र में जब कहा सरकार ने ये मेरा है
तब फरिश्तों ने मुझे हाथ लगाया ही नहीं